People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 3 *

Tera Hi Pyar
Lyricist: Rajinder Krishan
Album: Paayal(1992)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Paayal/Tera-Hi-Pyar-Mere-Is/RVsfAw1,aHk
Video:
tera hi pyaar is dil mein rahega
tera hi pyaar is dil mein rahega
jeena hai bas tere hi sang ye tera aashiq kahega
jeena hai bas tere hi sang ye tera aashiq kahega

main hun bani tere lie main tere dil mein rahungi
aashiq hai tu mera sanam saare jahaan se kahungi
aashiq hai tu mera sanam saare jahaan se kahungi

teri adaayen neend churaayen
saathi mere ab na kaheen chain aaye
ye teri baaten ye mulaaqaaten
jaan-e-jigar dil na kabhi bhul paayen
dil na kabhi bhul paayen
dil na kabhi bhul paayen
tera hi pyaar is dil mein rahega
jeena hai bas tere hi sang ye tera aashiq kahega
jeena hai bas tere hi sang ye tera aashiq kahega

meri mohabbat kahti hai mujhse mere sanam
chaahat mein sab kuch bhula dun
pairon mein tere kaante chubhen na aa jaaneman
baahon mein tujhko utha lun
baahon mein tujhko utha lun
baahon mein tujhko utha lun
main hun bani tere lie main tere dil mein rahungi
aashiq hai tu mera sanam saare jahaan se kahungi
aashiq hai tu mera sanam saare jahaan se kahungi
tera hi pyaar is dil mein rahega
jeena hai bas tere hi sang ye tera aashiq kahega
jeena hai bas tere hi sang ye tera aashiq kahega
Tauba Tauba Meri Tauba
Singer: Asha Bhosle
Music: Jaidev
Lyricist: Rajinder Krishan
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Reshma-Aur-Shera/Tauba-Tauba-Meri-Tauba/HAcEQ1kEYVg
Video:
tauba tauba meri tauba ek to ye bharpur jawani
uspar ye tanhayi meri tauba haye haye tauba meri tauba
ek to ye bharpur jawani uspar ye tanhayi
meri tauba haye haye tauba rat ka daman lakh sitare
apne sathi dard bechare na koi ahat na ki halchal
na koi ahat na ki halchal
fiki ghadiya suna har pal suna har pal
karwat karwat karwat jaise maine sabri raat bitayi
meri tauba haye haye tauba meri tauba
ek to ye bharpur jawani uspar ye tanhayi
meri tauba haye haye tauba

dil tadap kar daro diwar se fariyad kare
dil tadap kar daro diwar se fariyad kare
koi aaye mere pahlu ko bhi abad kare
koi aaye mere pahlu ko bhi abad kare
ek bhi mare mohabbat ka masiha bankar
ek bhi mare mohabbat ka masiha bankar
mujhko tanhayi ki is kaid se azad kare
mujhko tanhayi ki is kaid se azad kare
o yaar mere dildaar mere o yaar mere dildaar mere
humraj mere dum saj mere aaja aaja aaja aaja
ho aaja aaja aaja aaja tak tak tak tak teri baat jalima
ankh mri pathrayi meri tauba haye haye tauba meri tauba
ek to ye bharpur jawani uspar ye tanhayi
meri tauba mar gayi tauba tauba

kash ke manwa mera balak hota
kash ke manwa mera balak hota
ise deke khilona bahla leti ise godi me pane bitha leti
ise sine se apne laga leti kash ke manwa mera balak hota
par ye pagla aisa chanchal par ye pagla to aisa chanchal
mange hath piya ka mange hath piya ka
ye kya jane barso gujre chuta sath piya ka
chuta sath piya ka na aane ki are na aane ki
us bairi ne aisi sogandh khai
meri tauba haye haye tauba meri tauba
ek to ye bharpur jawani uspar ye tanhayi
meri tauba mar gayi tauba tauba
tauba tauba tauba tauba mar gayi tauba
Zalim Meri Sharab Mein
Singer: Manna Dey
Music: Jaidev
Lyricist: Rajinder Krishan
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Reshma-Aur-Shera/Zalim-Meri-Sharab-Mein/QwIMWRFVZEE
Video:
muddat hui thi yar ka arma kiye hue
muddat hui thi yar ka arma kiye hue
is jindagi ko besaro sama kiye hue
sagar me aaj yar ka sagar me aaj yar ka
jalwa dikha diya jalim meri sharab me
jalim meri sharab me ye kya mila diya
jalim meri sharab me ye kya mila diya
ye kya mila diya ye kya mila diya
ye kya mila diya ye kya mila diya
jalim meri sharab me ye kya mila diya
jalim meri sharab me ye kya mila diya

chhod ye dunia chala aaya tha maykhane me
chhod ye dunia chala aaya tha maykhane me
apni hasti ko dubo baitha tha paymane me
apni hasti ko dubo baitha tha paymane me
deeno dunia se deeno dunia deeno dunia
deeno dunia se mai wakif tha
ke fir us but ka aa gaya jikar aa gaya aa gaya
aa gaya jikar kahi se mere afsane me
aa gaya jikar kahi se mere afsane me
deeno dunia se mai wakif tha ke fir us but ka
aa gaya jikar kahi se mere afsane me
kyu bekhudi ka aankh se kyu bekhudi ka aankh se
parda utha diya parda utha diya parda parda utha
diya parda utha diya aji parda utha diya
jalim meri sharab me ye kya mila diya
jalim meri sharab me ye kya mila diya
jalim meri sharab me ye kya mila diya
jalim meri sharab me ye kya mila diya

badi mushkil se jag choda tha badi mushkil se jag choda tha
badi mushkil se jag choda tha badi mushkil se jag choda tha
ke jhutha bandhan toda tha
ke jhutha bandhan toda tha mati ke rangin buto ki
chahat se muh moda moda
badi mushkil se jag choda tha badi mushkil se jag choda tha
saki ye dusmani na le saki ye dusmani na le
fir se wahi pyala de jo sache yar se milwade
sache yar se milwade
mujhe mere yar se milwade mujhe mere yar se milwade
mai sej na mangu phulo ki mai sej na mangu phulo ki
mujhe kato me hi rulwade mujhe kato me hi rulwade
par sache yar se milwadepar sache yar se milwade
wo sona jiska rup nahi wo sona jiska rup nahi
wo baka jiska nam nahi wo baka jiska nam nahi
wo sona wo sona jiska rup nahi
mujhko usi ki lau se matlab hai mujhko usi ki lau se matlab hai
mujhe dunia se koi kam nahi mujhe dunia se koi kam nahi
mujhko usi ki lau se matlab hai mujhe dunia se koi kam nahi
bas usi yar se milwade bas usi yar se milwade
mujhe mere yar se milwade mere yar se milwade
mujhe mere yar se milwade mere yar se milwade
mere yar se milwade mujhe mere yar
mujhe mere yar se milwade mere yar se milwade
mujhe mere yar se milwade mujhe mere yar se milwade
mahfil me mahfil me mahfil me uski lake mujhe kyu utha diya
jalim meri sharab me ye kya mila diya
jalim meri sharab me ye kya mila diya
jalim meri sharab me ye kya mila diya